Kahaani suno, zubaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Kahaani suno, zubaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Ye shikwe gile, ye faasle
Zara sambhale, agar tu aa mile
Ye shikwe gile, ye faasle
Zara sambhale, agar tu aa mile
Zubaani suno, tum Kahaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Kahaani suno, zubaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Teri khaamoshiyaan, meri aankhein hain nam
Mere dil mein hain ab teri baatein, sanam
Teri khaamoshiyaan, meri aankhein hain nam
Mere dil mein hain ab teri baatein, sanam
Mere shikwe suno, meri aahein suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Kahaani suno, zubaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Kahaani suno, zubaani suno
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Ho, mujhe pyaar hua tha, iqraar hua tha
Sar-e-bazaar hua tha